Chaand Sa Chehara Jheel ( Ajay - 1996 )

Song Name
: Chaand Sa Chehara Jheel
Movie Name
: Ajay
Music Director
: Anand Milind
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1996
Views
:


chaand sa chehara jheel si aankhein reshami zulfe dekh raha hoon
aapaka hansana aapaka chalana rang badalana dekh raha hoon
aasamaan mein is jahaan mein aap jaisa koyi nahin hai
aasamaan mein is jahaan mein

tum to fizaayon mein baadal udaawo aaye.n bahaaron ke din
bal kha ke guzaro tum to fiza mein aaye.n nazaaron ke din
haan mausam kahoon ya khushbu kahoon masti kahoon ya jaadu kahoon
aapaka aana aapaka jaana dil churaana dekh raha hoon
aasamaan mein is jahaan mein

tum ho nazar ki pahali tamanna tumako nahin hai pata hai
ho chaaho jise tum aashiq bana lo aisi tumhaari ada hai
paagal huwa main jaan-e-vafa ghaayal huwa main pahali dafa
aapaki paayal aapaka kaajal uf ye aanchal dekh raha hoon
aasamaan mein is jahaan mein