Na Milata Gham To ( Amar - 1954 )
Song Name |
: Na Milata Gham To |
Movie Name |
: Amar |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1954 |
Views |
: |
ho, tamanna lut gayi phir bhi tere dam se mohabbat hai mubaarak gair ko kushiyaan mujhe, gam se mohabbat hai na milta gam to barbaadi ke afsaane kahaan jaate agar duniya chaman hoti, to veeraane kahaan jaate chalo achha hua apnon mein koi gair to nikla jee, koi gair to nikla agar hote sabhi apne, to begaane kahaan jaate duaayen do mohabbat hamne mitkar tumko sikhalaadi mohabbat tumko sikhalaadi na jalte shama mein to parvaane kahaan jaate tumhi ne gam ki daulat di bada ehsaan farmaayaa, bada ehasaan farmaaya zamaane bhar ke aage haath phailaane kahaan jaate [singer:-Lata]
==============================================