Zamaana Ye Samjha Ke Ham Peeke Aaye ( Anarkali - 1953 )

Song Name
: Zamaana Ye Samjha Ke Ham Peeke Aaye
Movie Name
: Anarkali
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sharaabi/Nasha
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


meri taqadir mujhe aaj kahaanmeri taqadiir mujhe aaj kahaan laayi hai;
shisha shisha jahaan mera hi tamaashaaee hai;
mujhe ilzaam na dena meri behoshi kaa~~aa
mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka
meri majaboor muhabbat ki ye rusavaaee hai

;

muhabbat men aise qadam dagamagaaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye piike aaye
muhabbat men aise qadam dagamagaaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye

jise kaam ho raat din aansoo onse
jise kaam ho raat din aansoo onse
use huqm ye hai hanse aur hansaaye
use huqm ye hai hanse aur hansaaye
zamaanaa ye samajha ke ham pike aaye pike aaye

chhupoge kahaan tak nazar to milaao
nazar to milaao, nazar to milaao
chhupoge kahaan tak nazar to milaao
tumhaari bala se meri jaan jaaye
tumhaari bala se meri jaan jaaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye

kisi ki muhabbat men majaboor ho kar
kisi ki muhabbat men majaboor ho kar
ham un tak to pahunche, vo ham tak na aaye
ham un tak to pahunche, vo ham tak na aaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye

vo jinake liye zindagaani loota dii~~ii~~ii
vo jinake liye zindagaani loota di
ye baithe hue hain mera dil churaaye
ye baithe hue hain mera dil churaaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
muhabbat men aise qadam dagamagaaye
zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye

[LATA : ANARKALI : 1953 : C.RAMCHANDRA]