Jiya Le Gayo Jee Mora Saanwariya ( Anpadh - 1962 )
Song Name |
: Jiya Le Gayo Jee Mora Saanwariya |
Movie Name |
: Anpadh |
Music Director |
: Madan Mohano |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1962 |
Views |
: |
[Singer:- Lata Mangeshkar]
jiya le gayo ji mora saanvariya
laagi man men lagan hui baavariya
pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re
ni re re re ma ma ma dha dha dha saa ni dha ni pa
o papeehe, o papeehe
tune papeehe nahin dekhe more sainya
dekhe to le-lega un ki balaiyaan
ja re deewaane, maar na taane,
piya ki sun ja ke baansuriya
jiya le gayo ji mora saanvariya
laagi man men lagan hui baavariya
saamane aaye to main aankhon men chhupa lun
thaam ke bainya un he dil men bitha lun
shaam savere, saath ho mere
gori ke sang jaise gaagariya
jiya le gayo ji mora saanvariya
laagi man men lagan hui baavariya
aaj kisi ne mujhe apana banaaya
saath rahungi jaise piya ki main chaaya
thandi havaaon tum bhi to gaao
preet ki dekho baaje jhaanjhariya
jiya le gayo ji mora saanvariya
laagi man men lagan hui baavariya
******************************************