Chup Chup Khade Ho ( Badi Bahen - 1949 )

Song Name
: Chup Chup Khade Ho
Movie Name
: Badi Bahen
Music Director
: Husnlal-Bhagatraam
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1949
Views
:


[singer:Lata and Premlata]

chup-chup khade ho zaroor koi baat hai
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......

(saajan ki baat par, gussa jo aa gaya
zulfon ka baadal, gaalon pe chha gaya
ji, gaalon pe chha gaya)-2
abhi-abhi din tha, abhi-abhi raat hai-2
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......

(paheli mulaaqaat men, baat aisi ho gayi
raaja bhi kho gaya, raani bhi kho gayi
han.., raani bhi kho gayi)-2
dono ko na pata chala, maze ki ye baat hai- 2
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......