Jhule Men Pawan Ke ( Baiju Bawra - 1952 )
Song Name |
: Jhule Men Pawan Ke |
Movie Name |
: Baiju Bawra |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1952 |
Views |
: |
.................................................................................
Both: jhuule men pawan ke aayee bahaar
nainon men nayaa rang laayee bahaar
pyaar chhalake, ho pyaar chhalake
Lata: o
dole man moraa sajanaa
dole man moraa
Rafi: ho ji ho.....o...o..
Lata: dole man moraa sajanaa
chuunariyaa baar-baar dhalake
Both: jhuule men pawan ke aayee bahaar
pyaar chhalake ho pyaar chhalake
Rafi: o o o
meri taan se unchaa, teraa jhool na gori -2
Lata: mere jhool ne ke sang, tere pyaar ki dori -2
Both: tu hai jeevan singaar
pyaar chhalake
jhoole men pawan ke aayee bahaar
pyaar chhalake ho pyaar chhalake
Rafi: o o o
baadal jhoom ke aaye, gaagar pyaar ki laaye -2
Lata: koyal kookati jaaye, ban men mor bhi gaaye -2
Both: chheden ham-tum malhaar
pyaar chhalake
aa aa aa
chheden ham-tum malhaar
jhoole men pawan ke aayee bahaar
nainon men nayaa rang laayee bahaar
pyaar chhalake ho pyaar chhalake
ho ho pyaar chhalake -3
[singer: Lata-Rafi]
...................................................................................