Ek Baar Jhalak Dikhala Ke ( Bewafa - 1952 )
Song Name |
: Ek Baar Jhalak Dikhala Ke |
Movie Name |
: Bewafa |
Music Director |
: Allah Rakhaa Qureshi |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1952 |
Views |
: |
...................................................................................
ek baar jhalak dikhala ke hamen, qismat ka sitaara doob gaya
kashti to bechaari kashti thi, paani men kinaara doob gaya
isi ka naam duniya hai, to duniya dekh li maine
kisi ki aarzoo ka khoon karake kyaa mila mujh ko
ki apane dil ki duniya bhi ujadate dekh li maine
isi kaa naam duniya hai..................
meri aankhon ke aage loot raha tha dil ka qaafila
qayaamat hai ki, jeete ji qayaamat dekh li maine
isi ka naam duniya hai....................
meri andhii javaani ne, mujhe barabaad kar daala
kisi ki bevafaai par loota di zindagi maine
isi kaa naam duniya hai...........................
[Singer: Lata]
..........................................................................................