Main Shaayar To Nahin ( Bobby - 1973 )

Song Name
: Main Shaayar To Nahin
Movie Name
: Bobby
Music Director
: Laxmikant Pyaarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1973
Views
:


[Singer:- Mukesh]

main shaayar to nahin
magar ai hanseen
jab se dekha, main ne tujh ko, mujh ko
shaayari, aa gai

mainn aashiq to nahin
magar ai haseen
jab se dekhaa, main ne tujh ko, mujh ko
aashiqi, aa gai

pyaar ka naam main ne suna tha magar
pyaar kya hai ye mujh ko nahin thi khabar
main to ulajha raha ulajhanon ki tarah
doston men raha dushmanon ki tarah
main dushman to nahin
magar ai haseen
jab se dekhaa, main ne tujh ko, mujh ko
dosti aa gai

sochata hun agar main dua maangata
haath apane uthaakar main kya maangata
jab se tujh se muhabbat main karane laga
tab se aise ibaadat main karane laga
main qaafir to nahin
magar ai haseen
jab se dekha, main ne tujh ko, mujh ko
bandagi aa gai
*****************************************