Mila Le Haath ( Chhabili - 1960 )
Song Name |
: Mila Le Haath |
Movie Name |
: Chhabili |
Music Director |
: Snehal Bhatkar |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1960 |
Views |
: |
[Singers:- Sudha Malhotra & Nutan ]
mila le haath le ban gai baat
ji ab to rasta saaf hai
mila phir haath ye kah den saath
ki ab to sab kuchh maaf hai
ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa
haseenon ko khabar hi nahin
ki un ka chhupana mushkil hai
jo daaman pher chalate rahe
to ham se kisi ka kyon dil hai
yahaan sab chor hain dil ke
ye sab ke sab hi shaamil hain
tu chup rahana, na kuchh kahana
to bas phir rasta saaf hai
mila phir haath ye.................
a-haa-ha-haa-ha
ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa
tujhe kyaa tujh ko apana dil
kahin na kahin ganvaana hai
magar ye bhool mat ki hamen
bhi apana dil bahalaana hai
iraada chhodiye ji aap ka
vahin aana jaana hai
rahenge chup, na kahenge kuchh
ab kah de sab kuchh maaf hai
mila phir haath ye kah diya saath
ki ab to sab kuchh maaf hai...............
milaa le haath.................
******************************************