Sharaab Peena Zaroori Hai Zindagi ( Daata - 1989 )
Song Name |
: Sharaab Peena Zaroori Hai Zindagi |
Movie Name |
: Daata |
Music Director |
: Kalyanji Anandji |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1989 |
Views |
: |
Sharaab peena zaroori hai zindagi ke liye
kabhi hai ghum ke liye toh kabhi khushi ke liye
bhura lagega ushey, kise? khuda ko bhai khuda ko
bhura lagega khuda ko agar na pee humne
sharaab dain hai kudrat ki aadmi ke liye
toh rhona dhona chod, chod de
meh se natha jod, jod de
utha utha jaam utha moh se laga hosh udha
meh se natha jod de, rhona dhona chod chod de
Daru ko duniya kaheti davai
sun mere bandhu sun mere bhai
chodisi pee le, arey pee le na yaar
chodisi pee le kya hai kharaabi
sarey sharaabi denge vadai
seth peetey hai das peetey hai
khulke aali janam peetey hai
log toh pee rahey hai khoon yahan
hum toh khali sharaab peetey hai
rhona dhona chod chod de meh se naata jod
Karti hai duniya kya yeh kharaabi
jhoothey sanam hai jhoothi khudai
us bewafa ki jab yaad aai
pee pee ke dil ki aag bhujai
yeh na hoti toh ishq mar jaata
sabko badnaam aaj kar jaata
ishne dilbar ki laaj rakhi hai
sab hai jhoothey yeh cheez asli hai
rhona dhona chod, chod de, meh se naata jod