Khabardaar (Maut Ka Zaayeka) ( Darna Zaroori Hai - 2006 )

Song Name
: Khabardaar (Maut Ka Zaayeka)
Movie Name
: Darna Zaroori Hai
Music Director
: Sandeep Chowta
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Others
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


maut maut maut khabardaar
maut ka zaayeka...
hota hain mazedaar
maut ka zaayeka
hota hain mazedaar
maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de karna hain jo tujhko woh karke dikha de
jeena yaha sau baar marna ek baar
khabardaar - 4
khabardaar

teri adaa duniya se judaa
jitni bhi chahe masti luta
teri adaa duniya se judaa
jitni bhi chahe masti luta
jaan hatheli pe rakh de teri jawani hain ek mazaa
tu kya hain yeh bata duniya ko yeh dikha
tere jaisa na yaha hain koi dusra dam nikal jaayega sabka tu hain jaandaar
khabardaar - 4
khabardaar

ek raat ka hain yeh jalwa
kya hain bharosa kal ka
ek raat ka hain yeh jalwa
kya hain bharosa kal ka
yeh zindagi hai ek dilruba
yeh zindagi hai ek bewafa
nazron ke teer se tu bach na paayega
aayega jaal mein toh fasta jaayega
teri himmat ke iraade sab hain shaandaar
khabardaar - 4
khabardaar

maut ka zaayeka
hota hain mazedaar
maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de karna hain jo tujhko woh karke dikha de
jeena yaha sau baar marna ek baar
khabardaar - 4
khabardaar