Haseenon Ke Chakkar Mein Padna Nahin ( Deewangee - 1976 )

Song Name
: Haseenon Ke Chakkar Mein Padna Nahin
Movie Name
: Deewangee
Music Director
: Sachin Dev Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Comedy/Funny
Release Date
Movie Year
: 1976
Views
:


Haseenon ke chakkar mein padna nahin
bewafaon ki khatir bigadna nahin
nahin toh gadi lane se utar jayegi
arey husnwalon se bachkar guzarna nahin
yeh to pariyan hai inse tu darna nahin
ke pyare teri zindagi sanwar jayegi

Yeh to apni raha chaley auron ko raha bhula de
aache kahse insaan ko ye majnoon bana de
na basana inhey nigahon mein kaaten kaaten hai inki rahon mein
koi lift manghe toh tu dena nahin
bewafaon ki khatir bigadna nahin

Meri mano baat toh kar lo jat pat shaadi
phir na kahene munne tune pahele na saala di
duare aaye ho duare jaoge
is takaloof mein maare jaoge
yeh toh pariyan hain inse tu darna nahin
ke pyare teri zindagi sanwar jayegi
ke gadi lane se utar jayegi