Aye Maalik Tere Bande Ham ( Do Aankhen Bara Haath - 1957 )
Song Name |
: Aye Maalik Tere Bande Ham |
Movie Name |
: Do Aankhen Bara Haath |
Music Director |
: Vasant Desaai |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Bhajan |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1957 |
Views |
: |
aye maalik tere bande hum ayese ho humaare karam
nekee par chale, aaur badee se tale, taankee hasate huye nikale dam
ye andheraa ghanaa chhaa rahaa, teraa insaan ghabaraa rahaa
ho rahaa bekhabar, kuchh naa aataa najar, sukh kaa sooraj chhoopaa jaa rahaa
hai teree roshanee mein jo dam to amaawas ko kar de poonam
badaa kamajor hain aadamee, abhee laakhon hain is mein kamee
par too jo khadaa, hain dayaaloo badaa, teree kirapaa se dharatee thamee
diyaa toone humei jab janam too hee zelegaa hum sab ke gam
jab julmon kaa ho saamanaa, tab too hee humei thaamanaa
wo buraee kare, hum bhalaaee bhare, naheen badale kee ho kaamanaa
badh uthhe pyaar kaa har kadam aaur mite bair kaa ye bharam
[Singer/s:-Lata & Chorus : Lyrics:- Bharat Vyaas]