Na Mujko Heechki Aai Na Paoh Mera Fisla ( Do Jhoot - 1975 )

Song Name
: Na Mujko Heechki Aai Na Paoh Mera Fisla
Movie Name
: Do Jhoot
Music Director
: Shankar Jaikishen
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sharaabi/Nasha
Release Date
Movie Year
: 1975
Views
:


Na Mujko Heechki Aai
na paon mera fisla
sharaabi kaheta hai mujko
zamana hai bada pagla

Garibon ne pee dhawana ne pee hai
yeh budhon ne pee hai jawanon ne pee hai
zamonon se yeh to zamaono ne pee hai
koi kaleje wala leke pyala barta hai
main barke jaam duniya se pyar karne nikla
sharaabi kaheta hai mujko
zamana hai bada pagla

Tumhe dekkar hum ko aahti sharam hai
na imaan tum mein na koi dharam hai
yeh imaan kya hai yeh dharam kya hai
agar hum a maane toh bhagwan kya hai
jo peeta nahin hai woh insaan kya hai
maine toh dil jalake jeevan ka rang badla
sharaabi kaheta hai mujko zamana hai bada pagla