Aa Bhi Ja Aaise Na Tarsa ( G - Ganesh Hegde - 2005 )

Song Name
: Aa Bhi Ja Aaise Na Tarsa
Movie Name
: G Ganesh Hegde
Music Director
: Ganesh Hegde
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Pop Songs
Release Date
Movie Year
: 2005
Views
:


na jaao saiyya main ro padungi ruk jaao na tum ek raat ke liye aa jaa phir se mujhe chod jaane ko aa ek baar mujhse tu rooth jaane ko aa aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja chashmotar ho gayi ashko se tu nahi aaya jaan rakhi hai ab labon pe tu nahi aaya tujhse achhi toh meri maut hai mere kaatil waqt par aa gayi par tu abhi nahi aaya aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja tere bina lage naahi mora jiya main kya karu kaise jiyu tu hi bata mere sanam mere khuda tu hain kaha tanha lage tere bina sara jahaan aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja tu meri zindagi tu meri tishnagi tu meri aarzoo tu meri bandagi tu meri basm hain tu hi tanhai hain tu hi meri ghazal tu hi rubaai hain tu mera humkadam tu mera humnawa tu hi mera sanam tu hi mera khuda na jaa saiyya main ro padungi ruk jaao na tum ek raat ke liye radha pukaare kaha khoye ho kanhaiyya - 2 aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja hmm yeh nazar ka dhoka hai yah dil ki dillagi duur milte dikh rahe hai aasmaan zameen faaslon ki reh gujar hai darmiyaan paas rehke bhi yeh kaisi duriyan tere bina lage naahi mora jiya main kya karu kaise jiyu tu hi bata mere sanam mere khuda tu hain kaha tanha lage tere bina sara jahaan hey khoj rahi hai piya pardesi aankhiyan - 2 aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja (following 2 lines are played in background aa bhi jaa aaise na tarsa aa bhi jaa aa aa aa aa aa bhi ja) na jaa saiyya main ro padungi meri zindagi tere bina laage naahi mora jiya mere saiyya ji