Ajeeb Saaneha ( Gaman - 1979 )

Song Name
: Ajeeb Saaneha
Movie Name
: Gaman
Music Director
: Jaidev
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1979
Views
:


Ajib Saanehaa Mujh Par Guzar Gayaa Yaaro
MaiN Apane Saaye Se Kal Raat Dar Gayaa Yaaro
Har Ek Naqsh Tamannaa Kaa Ho Gayaa DhuNdhalaa
Har Ek Zakm Mere Dil Kaa Bhar Gayaa Yaaro
Bhatak Rahi Thi Jo Kashti Vo Gaqr-E-Aab Hui
ChaDhaa Huaa Thaa Jo Dariyaa Utar Gayaa Yaaro
Vo Kaun Thaa Vo KahaaN Kaa Thaa Kyaa Huaa Thaa Use
Sunaa Hai Aaj Koi Shaks Mar Gayaa Yaaro