Aaja Ke Intezaar Men ( Halaku - 1956 )
Song Name |
: Aaja Ke Intezaar Men |
Movie Name |
: Halaku |
Music Director |
: Shankar Jaikishan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1956 |
Views |
: |
Rafi:
Aaja Ke Intazaar Men, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,
Tere Bagair Zindagi, Dard Ban Ke Rehe Gayi..
Rafi:
Armaan Liye Baithe hai Ham,
Seene Mein Hai Tera Hi Gam,(2)
Tere Dil Se Pyaar Ki,
Voh Tadap Kidhar Gayi,
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,
Tere Bagair Zindagi, Dard Ban Ke Rehe Gayi..
Lata:aa .. aa... aa... a . ..a.....a....
Dil Ki Sadaa Pe Ai Sanam,
Badhte Gaye Mere Kadam,(2)
Ab Tho Chahe Jo Bhi Ho,
Dil Tujeh Mein De Chuki..
Rafi:
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,
Lata:
O..o..Tere Bagair Zindagi,(2)
Dard Ban Ke Rehe Gayi
Rafi:
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi...
[singers:-Lata and Rafi]