Teri Galiyon Mein Na ( Hawas - 1974 )
Song Name |
: Teri Galiyon Mein Na |
Movie Name |
: Hawas |
Music Director |
: Usha Khanna |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1974 |
Views |
: |
Teri galiyon mein na rakhenge kadam aaj ke baad
tere milne ko na ayenge sanam aaj ke baad
teri galiyon me
Tu mera milna tu mera milna
samaj lena ik sapna tha
tujko ab mil hi gaya jo tera apna tha
hum ko duniya mein samaj na na sanam aaj ke baad
teri galiyon me na rakhenge kadam
Ghirke ayegi ghataein phirse sawam ki
tum toh bahon mein rahogi apne sajan ki
galey hum ghum ko lagayenge sanam aaj ke baad
teri galiyon mein na rakhenge kadam