Mere Pyaase Man Ki Bahar ( Honeymoon - 1973 )

Song Name
: Mere Pyaase Man Ki Bahar
Movie Name
: Honeymoon
Music Director
: Salil Chowdhury
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1973
Views
:


Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, O' mere pyaar,
Sama pyaara pyaara hai,
Haa sanam, haa sanam, haa sanam - samaa se bhi pyara hai,
Kya sanam, kya sanam, kya sanam ?
Tumhara phool sa chehra yeh dilnashi
Chodo hum jo bhi hai, tum bhi to kam nahin,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.

Yeh dil gungunata hai
Kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere geet gata hai?
Haa sanam, haa sanam, haa sanam,
To chodon ye adaa, gale to milne do,
Jaldi hai aisi kya, ye din to dhalne do,
Mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar,

Yoon hi door rehna hai ?
Naa sanam, naa sanam, naa sanam, Kahoon jo bhi kehna hai?
Haa Sanam, haa sanam, haa sanam, Teri bahon mein hain mere dono jahan, Kahne ko hum hain do, lekin hain ek jaan,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.