Ye Kya Kar Daala Tu Ne ( Howrah Bridge - 1958 )

Song Name
: Ye Kya Kar Daala Tu Ne
Movie Name
: Howrah Bridge
Music Director
: O.P.Nayyar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1958
Views
:


Singer: Aasha

ye kya kar daalaa tu ne, dil tera ho gaya
hansi hansi men zaalim, dil mera kho gaya

vo khel dikhaayaa tu ne, madhosh banaaya tu ne
o jaadugar matavaale, bechhain banaaya tu ne
tu ne re piya, kaisa diya, nazaron kaa paimaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya............

jab aankh mile sharmaaun, main khoyi khoyi jaaun
aankhon ki kaliyaan kaampe, jab saamane tujh ko paaun
sun mere dil, sapanon men mil, dard hua divaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya..............

pahale tha zamaana phika, ab laage thikha-thikha
mausam ka dil bhi dhadake, kuchh haal na puchho jee ka
main bhi yahan, tu bhi yahaan, pyaar se pyaar sajaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya ............

*************************************************