Ankhiyon Ankhiyon ( Janasheen - 2003 )

Song Name
: Ankhiyon Ankhiyon
Movie Name
: Janasheen
Music Director
: Channi Singh, Mrinal Sampat
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


Khoobsoorat aankhon wali
Khoobsoorat pyaar kar
pyaar hai har ek javaan dil ki zaroorat
pyaar kar pyaar kar pyaar kar pyaar kar pyaar kar

Aakhiyaan Aakhiyaan Khoobsoorat Aakhiyaan 2
Aakhiyaan Aakhiyaan Aakhiyaan
Teri Aakhiyaan baatein karti hain
Aakhiyaan Aakhiyaan Khoobsoorat Aakhiyaan
Aakhiyaan Aakhiyaan Aakhiyaan
Teri Aakhiyaan baatein karti hain

kabhi uth jaati hain
Kabhi jhuk jaati hain
kabhi uth jaati
kabhi jhuk jaati
Na jaane kyaa kyaa karti hain
Aakhiyaan Aakhiyaan Khoobsoorat Aakhiyaan 2

[Koi balaa bhi yeh koi kahar bhi ye
ye Aakhiyaan teri qayaamat hai]2
Ek pal mein kar de hosh ye gum
Yeh Aakhiyaan teri aafat hain
ho kabhi itraaye kabhi sharmaaye
kabhi itraaye kabhi sharmaaye
Na jaane kyaa kyaa karti hain
Aakhiyaan Aakhiyaan Khoobsoorat Aakhiyaan
Aakhiyaan Aakhiyaan haay Khoobsoorat Aakhiyaan

Bin lafzoN ke sab kuchh bolein
Kahne ki baat ko samjhaa dein 2
Ek aisaa jaadoo hain in mein jo bhi chaahein vo karavaaN dein
Haah main kyaa samjhoon main kyaa jaanooN
Main kyaa samjhooN main kyaa jaanooN
Na jaane kyaa kyaa karti hain
Aakhiyaan Aakhiyaan Khoobsoorat Aakhiyaan 2