Un Ke Sitam Ne Loot Liya ( Kaali Ghata - 1951 )
Song Name |
: Un Ke Sitam Ne Loot Liya |
Movie Name |
: Kaali Ghata |
Music Director |
: Shankar - Jai Kishan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1951 |
Views |
: |
[Singer:- Lata Mangeshkar ]
un ke sitam ne loot liya -2
haay kya karen -2
aaina dil ka toot gaya
haay kya karen -2
aansu bhi chhup ke so gaye -2
palakon men rah ke kho gaye
aankhon pe chhaai kaali ghata -2
haay kya karen -2
socha tha wo nibhaayenge -2
yun na hamen rulaayenge, rulaayenge
apanon ne saath chhod diya -2
haay kya karen -2
aabaad ye jahaan hai -2
barabaad meri hi jaan hai
ai maut aa ke tu hi bata -2
haay kya karen -2
un ke sitam ne loot liya -2
haay kya karen -2
******************************************