Yeh Main Aaya Kahan ( Kabul Express - 2006 )

Song Name
: Yeh Main Aaya Kahan
Movie Name
: Kabul Express
Music Director
: Raghav Sachar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


Haan yeh mein aaya kahan hooon
Kauf hai sehma hua hooon
Haan yeh kaise fiza hai
Dard hai behka hua hoon
Na jaane kaise yeh dua Na jaaane kasie yeh pukar
Na jaaane kasie yeh fariyad hai
Aye Mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundu tere sajde mein panaah

Aah mujhe jaana kahan hai Soch mein dooba hua hoon
Haan yeh kaise saza hai
Dard se bheka hua hoon
Anjaaani se hai yeh subah
Anjaanna sa hai yeh safar
Anjaana sa hai Intezaar hai Aye Mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundu tere sajde mein panaah

Meri hasratoon ka yeh afsaaana
Meri kashmakash ka yeh taraana
Besabr waqt ko dundhe zamana

Aye Mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundhu tere sajde mein panaah

Repeat