Arzoo Ki Rahon Mein ( Karobaar - 2000 )

Song Name
: Arzoo Ki Rahon Mein
Movie Name
: Karobaar
Music Director
: Rajesh Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2000
Views
:


MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein --FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein --MALE--
Aao ghar banaaye hum

--FEMALE--
Phir voh ghar sajaaye hum

--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2

--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana

--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein

--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum

--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana

--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana

--MALE--
Aarzoo ki raahon mein

--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein

Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo

--MALE--
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo

--FEMALE--
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo

--MALE--
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo

--FEMALE--
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana - 2

--MALE--
Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana

--FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein

--MALE--
Dhadkanon ki baahon mein

Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge

--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge

--MALE--
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge

--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge

--MALE--
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana - 2

--FEMALE--
Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laana

--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein

--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum

--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2

--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana

--MALE--
Aarzoo ki raahon mein

--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein