Ek Hasina Thi ( Karz - 1980 )

Song Name
: Ek Hasina Thi
Movie Name
: Karz
Music Director
: laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Rock/Disco
Release Date
Movie Year
: 1980
Views
:


ek hasina thi, ek deewana tha kya umar, kya samaa, kya zamana tha ek hasina thi, hasina thi, ek deewana tha, deewana tha kya umar, kya samaa, kya zamana tha ek din woh mile roz milne lage - 2 phir mohabbat huyi, bas qayamat huyi kho gaye tum kahan, sunke yeh dastaan log hairaan hain, kyunki anjaan hain ishq ki woh gali, baat jiski chali us gali mein, mera aana, jaana tha ek hasina thi, ek deewana tha kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha ek hasina thi, ek deewana tha oos hasin ne kaha - 2, suno jaanewafa yeh falak, yeh zameen, tere bin kuch nahin tujhpe marti hoon main, pyaar karti hoon main baat kuch aur thi, woh nazar-chor thi uske dil mein chupi, chaah daulat ki thi pyaar ka woh fakat, ek bahana tha ek hasina thi, ek deewana tha kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha ek hasina thi, ek deewana tha bewafa yaar ne, apne mehboob se aisa dhoka kiya, ((aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka) - 2) aisa dhoka kiya, zaher usko diya (dhoka dhoka dhoka - 2), zaher usko diya mar gaya woh jawan - 2, ab suno dastaan janm leke kahin, phir woh pahucha wahin shakl anjaan thi, katl hairaan thi saamna jab hua - 2, phir wahi sab hua uspe yeh karz tha, uska ye farz tha, farz ko karz apna chukana tha