Isse Pyar Kaise ( Khosla Ka Ghosla - 2006 )

Song Name
: Isse Pyar Kaise
Movie Name
: Khosla Ka Ghosla
Music Director
: Bapi, Dhruv, Tutul
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


na ataa na pata sochati hai yeh kya
na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
phatphati si lage chatpati si lage
kuchh nahi hai magar dosti si lage
naa badalti na sambhalti
yun yeh jamti yun pighalti kya hai yeh kya pata - 2
intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

na ataa na pata sochata hai yeh kya
na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
ghus gaya kaise yeh
dil mein kis raaten
bewkuff thoda sa aaste aaste
apane mein dooba sa hai yeh ajooba sa
kya musibat hai yeh - 2
intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

kaise karu un baaton ka yakeen jo kehta hi nahi yeh rok leta hai jin khayalon ko
kehta hi nahi
kaise karu main usse koi baat
jo din ho ya ho raat
udti hi phirti hai ek pal jo kahi pe
rehti nahi
kya hai yeh kya pata - 2
intezaar aitbaar isse pyar kaise karu

na ataa na pata sochati hai yeh kya
na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv
kya musibat hai yeh - 2
intezaar aitbaar isse pyar kaise karu..