Pyaara Bhaiya Mera ( Kya Kehna - 2000 )
Song Name |
: Pyaara Bhaiya Mera |
Movie Name |
: Kya Kehna |
Music Director |
: Rajesh Roshan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Un-Categorized |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2000 |
Views |
: |
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Pyaara bhaiya mera
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera
Aaj kaisi dhoom hai ga rahi shehnaaiyaan
Aanchal ki chhaaonmein baitha bhaiya saiyaan
Saj ke doli aayegi laut ke jab saath mein
Pyaari si bhabhi ka haath loongi apne haath mein
Phie ek din arre kya kehna ek phool sa khilega angna
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera
Dekho kaisi saj rahi soorat mere yaar ki
Masti mein kya jhoomti shaam aayi pyaar ki
Goriyon ke beech mein baitha kaisi shaan se
Aise hi poore hon din mere bhi armaan ke
In haathon mein bhi koi haath aaye
Apni bhi suhaag ki raat aaye
Dekho yaara mera dulha raja banke aa gaya