Jeena Kya Tere Bina ( Kya Love Story Hai - 2007 )

Song Name
: Jeena Kya Tere Bina
Movie Name
: Kya Love Story Hai
Music Director
: Pritam Chakraborty
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2007
Views
:


[Jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main] - 2
Dhundu nishaan - 4 main tera

[Kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
Yun mujhse juda kyun hai pata manzil teri] - 2
Raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main

[Dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain] - 2
Haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main
Jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main
Dundu nishaan - 4 main tera