Vallhah Vallhah ( Life Mein Kabhie Kabhiee - 2007 )

Song Name
: Vallhah Vallhah
Movie Name
: Life Mein Kabhie Kabhiee
Music Director
: Lalit Pandit
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2007
Views
:


Milati hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi
Judati hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi
Na jaane phir kahaan in raahon mein milein
Na jaane phir kahaan masti ke gul khile
[aaye aaye aisa manjar vallhaah, vallhaah vallhah vallhaah....
life mein kabhi kabhi] - 2

Koi toh aashiq hai koi deewaana hai
koi koi thoda rangila hai
Ho koi toh shaida hai
Ho koi saidaai hai
Koi koi thoda joshila hai
[Aaye aaye aisa manjar vallhaah, vallhaah vallhah vallhaah....
life mein kabhi kabhi] - 2

Life mein kabhi kabhi...
hey jina mar jaana hai
Kuch toh kar jaana hai
Laut ke phir vaapas nahi aana hai
Sapane hai baahon mein
Manzil hai chaahon mein
Taaron ko dharati pe abb laana hai
Vallha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi
Aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi
Milati hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi
Judati hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi
Na jaane phir kahaan in raahon mein milein
Na jaane phir kahaan masti ke gul khile
[aaye aaye aisa manjar vallhaah, vallhaah vallhah vallhaah....
life mein kabhi kabhi] - 3