Teen Kanastar Peet Peet Kar ( Love Marriage - 1959 )

Song Name
: Teen Kanastar Peet Peet Kar
Movie Name
: Love Marriage
Music Director
: Shanker-Jai Kishan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1959
Views
:


teen/kanaster peet-peet ke galaah phad kar chillanaa yaar mere mat buraa maan, ye gaanaa hai na bajaana hai naach ke badale kamar nachaana, uchhal ke sarkas dikhalaana bhool hai teri, tu samajha hai duniya paagalakhaana hai Teen kanastar peeT-piiT kar...................... udhar se lekar idhar jamaa kar, kab tak kaam chalaaoge kis ka rahaa zamaana, ik din mahafil se uth jaaoge -2 nakal kaa dhandhaa chal nahin sakata, ik din to pachhataana hai yaar mere mat buraa.......................... bhool gayaa tu taanasen ki, taan yahi par goonji thiisur ke jaaduugar baiju ki shaan yahin par goonji thi mar ke amar hai, sahagal us ka har koi deewaana hai har koi deewaana hai, mar ke amar hai sahagal us kaa yaar mere mat buraa............................... [singer: Rafi]
=============================================