Mann Mera Udata Jaaye ( Maa Beta - 1962 )
Song Name |
: Mann Mera Udata Jaaye |
Movie Name |
: Maa Beta |
Music Director |
: Hemant Kumar |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1962 |
Views |
: |
man meraa udataa jaaye
baadal ke sang dur gagan men
aaj nashe men gaata geet milan ke re
rim jhim, rim jhim, rim jhim
(aas ke pankh lagaakar panchhi mastaana
pi ki nagariya aaj chala dil deevaana)-2
ghan-ghan baadal garaje to kya
cham-cham bijali chamake to kya
chanchal man to rukana kahin na jaane re
man meraa udataa jaaye..............
( uthati hain jaise saagar men
kal-kal chhal-chhal karati tarangen )-2
man men vaise hi jaag rahin
pal-pal vyaakul mast umangen
( aaj na roko pyaar ke is deevaane ko
haathon se dil jaata hai to jaane do)-2
tod chalaa ye bandhan saare jahaan sajan ka pyaar pukaare
paagal hai man kab ye kisi ki maane re
man meraa udataa jaaye ...............
*********************************
मन मेरा उड़ता जाए
बादल के संग दूर गगन में
आज नशे में गाता गीत मिलन के रे
रिम झिम, रिम झिम, रिम झिम
(आस के पंख लगाकर पंछी मस्ताना
पी की नगरिया आज चला दिल दीवाना)-२
घन घन बादल गरजे तो क्या
चम-चम बिजली चमके तो क्या
चंचल मन तो रुकना कहीं न जाने रे
मन मेरा उड़ता जाए..............
( उठती हैं जैसे सागर में
कल-कल छल-छल करती तरंगें )-२
मन में वैसे ही जाग रहीं
पल पल व्याकुल मस्त उमंगें
( आज न रोको प्यार के इस दीवाने को
हाथों से दिल जाता है तो जाने दो)-२
तोड़ चला ये बंधन सारे जहाँ सजन का प्यार पुकारे
पागल है मन कब ये किसी की माने रे
मन मेरा उड़ता जाए ...............
-------------------------------------------
[submitted on 21-Dec-2008]