Koi To Sume Mere Gham Ka ( Malhaar - 1951 )

Song Name
: Koi To Sume Mere Gham Ka
Movie Name
: Malhaar
Music Director
: Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1951
Views
:


[singer:- Lata ]

koi to sune mere gham ka fasaana
kahin maar daale na zaalim zamaana
zaalim zamaana kafas mein aye bul-bul, tu jee bhar ke role
tu jee bhar ke role
chaman mein tera, jal gaya aashiyaana
kahin maar daale na zaalim zamaana
zaalim zamaana
koi to sune mere gham ka fasaana
kahin maar daale na zaalim zamaana
zaalim zamaana

kasam hai tumhe meri, haaye kasam hai tumhe
meri barabaadiyon ki
haan barabaadiyon ki
meri mout par tum na aansoo bahaana
kahin maar daale na zaalim zamaana
zaalim zamaana

koi to sune mere gham ka fasaana
kahin maar daale na zaalim zamaana
zaalim zamaana