Mushkil Hai Pyaar Chuupana ( Mayur Pankh - 1954 )

Song Name
: Mushkil Hai Pyaar Chuupana
Movie Name
: Mayur Pankh
Music Director
: Shankar Jai Kishan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1954
Views
:


Lata : tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa, mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

Chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata : preet nai, dard puraanaa, tandaanaa

Chorus : preet nai, dard puraanaa, tandaanaa



Lata : tu kahin aur thaa, main kahin aur thi
bhanwaraa kahin aur thaa, kali kahin aur thi
phir bhi hain mil ne ke laakh bahaane
phir bhi hain mil ne ke

Chorus : laakh bahaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata: nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa

Chorus : nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa


Lata: mausam bahaar kaa ek baar aaye re

Chorus : ajee, ek baar aaye re

Lata: chaand kahe chaandani se, raat dhali jaaye re

Chorus: ho, raat dhali jaay re

Lata: ho..o..o
mushkil se milate hain gham ye suhaane
mushkil se milate hain

Chorus: gham suhaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata : ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa

Chorus: ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa


Lata : dil ko apane haar ke, jeet le jahaan ko
rah kisi kii aankh men chhoo le aasamaan ko
bul-bul ne chhede hain, pyaar ke taraane
bul-bul ne chhede hain

Chorus: ye taraane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata : tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa

Chorus: tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

Lata : mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

Chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

[singers:- Lata & Chorus]