Nadiya Se Dariya ( Namak Haram - 1973 )

Song Name
: Nadiya Se Dariya
Movie Name
: Namak Haram
Music Director
: R.D Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sharaabi/Nasha
Release Date
Movie Year
: 1973
Views
:


Nadiyaa Se Dariyaa, Dariyaa Se Saagar
Saagar Se Gaharaa Jaam (2)
Ho Ho Ho Jaam Me.N Duub Gayii Yaaro.N Mere, Jivan Kii Har Sham (2)
Nadiyaa Se Dariyaa ...

Jo Na Piye Vo Kya Jaane, Piite Hai Kyon Ham Divaane Yaar Ahaa
Jab Se Hamane Piinaa Siikhaa, Jiinaa Siikhaa Maranaa Siikhaa Yaar Ahaa
O Ham Jab Yuun Nashe Mein Dagamagaane Lag Gaye
Ho Ho Ho Dil Kii Bechainii Ko Aayaa Thodaa Saa Aaraam
Nadiyaa Se Dariyaa ...

Meraa Kya Main Gam Ka Maaraa, Nashe Mein Aalam Hai Saaraa Yaar Ahaa
Kisii Ko Daulat Ka Nashaa, Kahiin Muhabbat Ka Nashaa Yaar Ahaa
O Kahakar Ai Sharaabii Sab Pukaaren Ab Mujhe
Ho Ho Ho Aur Koii Thaa Ye To Nahin Thaa Pahale Meraa Naam
Nadiyaa Se Dariyaa ...