Saiyyan ( Nayak - 2001 )
Song Name |
: Saiyyan |
Movie Name |
: Nayak |
Music Director |
: A.R.Rehman |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Item Numbers |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2001 |
Views |
: |
Oh Saiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan
Oh Saiyyan
Khel Raha Hoon Main Talwaar Se
Khelu Kaise Tere Pyar Se
Khel Raha Hoon Main Talwaar Se
Khelu Kaise Tere Pyar Se
Aage Peeche Bhool Bhulaiyaan
Nikle Kaise Tera Saiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Tu Raja Tu Neta Bas Hai Naam Ka
Tu PM Tu Saiyyan Kis Kaam Ka Labo Pe Gile Hain Nazar Mein Sawal
Tera Gora Mukhda Hua Kyon Lal
Sab Ke Dardi Ho Bedardi Kaisi Teri Yeh Khudgarzi
Le Ke Aayi Main Thi Arzi Haan Kar Naa Kar Teri Marzi
Saiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan
Oh Saiyyaan
Nahin Yeh Bewaafaayi Nahin Mein Harjaayi Ke Din Raat Teri Mujhe Yaad Aayi
Na Mujhe Chain Aaya Na Muhje Neend Aayi
Chann Se Tut Gayi Meri Angdaayi Haan Meri Angdaayi
Pyar Ki Chunri Pyar Ki Chunri Prem Ki Choli Le Ke Nayno Ki Yeh Doli
Main Aaya Hoon Oh Hum Joli
Main Aaya Hoon Oh Hum Joli
Aaja Khele Aankh Micholi
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Pakad Baiyyan Saiyyan Pado Baiyyan Chalo Saiyyan Taaro Ke Chaiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan
Saiyyan Saiyyan Saiyyan