O Sajana Barkha Bahaar Aai ( Parakh - 1960 )

Song Name
: O Sajana Barkha Bahaar Aai
Movie Name
: Parakh
Music Director
: Salil Choudhary
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1960
Views
:


Singer:Lata

o sajana, barakha bahaar aayee
ras ki phuhaar laayi, aakhiyon men pyaar laayi


tum ko pukaare mere, man kaa papeehara
mithhi-mithhi agani me, jale mora jiyara
o sajana.....................

aise rim-jhim me, o sajan
pyaase pyaase mere nayan, tere hi khwaabon men kho gaye
o sajana.....................

saawali saloni ghata, jab jab chhaayi
aakhiyon men raina gayi, nindiya na aayi
o sajana...................

****************************************