O JaaneWaale Baalamwa ( Rattan - 1944 )

Song Name
: O JaaneWaale Baalamwa
Movie Name
: Rattan
Music Director
: Naushad
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1944
Views
:


......................................................................................
[Singers:-Amir Bai and Shaam Kumar]

A.B.: o jaane waale baalamawa
laut ke aa lau ke aa

S.K.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

A.B.: aa
o jaane waale baalamawa
laut ke aa laut ke aa

S.K.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

A.B.: tere bin mera jiya
laage na kahin bhi piya
haaye laage naa
yaad nahin chhode teri
duniyaa andheri meri
ab jaaoon kahaan
( o dil ko le karataa hai dard jiyaa
laut ke aa laut ke aa ) -2

o jaane waale baalamawa
laut ke aa laut ke aa

S.K.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

S.K.: ghadi-ghadi panaghat pe aana
jhooth-mooth ki preet jataana
mujhe yaad hai
phir aur kisi se aankh milaana
mujh se aankh mila kar jaana
mujhe yaad hai
( jhoothon se kaahe bolun jaa ri ja
bewafa bewafa ) -2

A.B.: aa
o jaane waale baalamawa
laut ke aa laut ke aa

S.K: jaa main na tera baalamawa
bewafa bewafa

..................................................................................