Kya Tumne Hai Keh Diya ( Saaz - 1997 )

Song Name
: Kya Tumne Hai Keh Diya
Movie Name
: Saaz
Music Director
: Zakir Hussain
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1997
Views
:


[Kya Tumne Hai Keh Diya
Kya Maine Hai Sun Liya
Tunmhi Kaho Ab Maein Kahun Kya ]2

Jabse Maein Aur Tum Paas Aaye
Raaston Mein Hain Phoolon Ke Saaye
Pedh Jhoome Hawa Gungunaye
Koi Pooche Agar Yeh Kya Hua
To Isko Kahe Koi Kya

[Kya Tumne Hai Keh Diya
Kya Maine Hai Sun Liya
Tunmhi Kaho Ab Maein Kahun Kya ]2

Neela Saagar Hai Neeli Ghatayen
Meherbaan Humpe Hain Yeh Fizaayen
Vaadiyaan Baahen Khole Bulayen
Koi Pooche Agar Yeh Kya Hua
To Isko Kahe Koi Kya

[Kya Tumne Hai Keh Diya
Kya Maine Hai Sun Liya
Tunmhi Kaho Ab Maein Kahun Kya ]2