Jyot Se Jyot Jalaate Chalo ( Sant Gyaneshwar - 1964 )
Song Name |
: Jyot Se Jyot Jalaate Chalo |
Movie Name |
: Sant Gyaneshwar |
Music Director |
: Laxmikant-Pyaarelal |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Un-Categorized |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1964 |
Views |
: |
[singers:-Lata and Mukesh]
Lata version:-
jyot se jyot jalaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo
raah men aaye jo din dukhi, sab ko gale se lagaate chalo
jis ka na koi sangi saathi, ishvar hai rakhavaala
jo nirdhan hai, jo nirbal hai, vah hai prabhu ka pyaara
pyaar ke moti lutaate chalo, prem ki ganga........................
aasha tooti, mamata roothi, chhoot gaya hai kinaara
band karo mat dwaar daya ka, de do kuchh to sahaara
deep daya ka jalaate chalo, prem ki ganga............................
chhaai hai chhaaon aur andhera, bhatak gai hain dishaaen
maanav ban baitha hai, daanav kis ko vyathaa sunaaen
dharati ko svarg banaate chalo, prem ki ganga...........................
Mukesh version:-
jyot se jyot jalaate chalo, prem ki ganga bahaate chalo
raah men aaye jo din dukhi, sab ko gale se lagaate chalo
prem ki gangaa bahaate chalo..................
kaun hai uuncha, kaun hai nicha, sab men vo hi samaaya
bhed bhaav ke jhoothe bharam men, ye maanav bharamaaya
dharm dhvaja phaharaate chalo, prem ki gangaa.............................
saare jag ke, kan-kan men hai divya amar ik aatma
ek brahm hai, ek satya hai, ek hi hai paramaatma
praanon se praan, milaate chalo, prem kii ga.ngaa ............................
******************************************