Shapath ( Shiva-Hindi - 2006 )
Song Name |
: Shapath |
Movie Name |
: Shiva Hindi |
Music Director |
: Ilayaraja |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Un-Categorized |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2006 |
Views |
: |
main ishvar ko saakshi maankar
yeh shapath leta hoon ke main sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga
main desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga
main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga
unke aadeshon ka paalan karunga
shaitaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
zulm hai har taraf - 2
yeh hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
haiwaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
jaane hoga aage kya kya
kaaton ka hai yeh raasta
na koi roke na koi toke
choron ka hai yeh kaafila
tumne dekho kya diya - 2
tumne dekho kya liya
tumne dekho kya kiya
bas tabaah hi kar diya
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
haiwaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
main ishvar ko saakshi maankar
yeh shapath leta hoon
ke main sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga
main desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga
main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga
unke aadeshon ka paalan karunga
haalat hogi kya prajaa ki
khud lootega jo baadshaah
kab sochoge kab pahuchoge
raahon mein hai yeh kaarvaan
naujawaan jaago zara
kya bhala hai kya bura
khud karo yeh faisalaa
jaag jaa re jaag jaa
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
shaitaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
zulm hai har taraf - 2
yeh hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
main ishvar ko saakshi maankar
ke main sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga
main desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga
main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga
unke aadeshon ka paalan karunga
shaitaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
zulm hai har taraf - 2
yeh hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
haiwaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
jaane hoga aage kya kya
kaaton ka hai yeh raasta
na koi roke na koi toke
choron ka hai yeh kaafila
tumne dekho kya diya - 2
tumne dekho kya liya
tumne dekho kya kiya
bas tabaah hi kar diya
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
haiwaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
main ishvar ko saakshi maankar
ke main sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raaste par chalunga
main desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh paalan ke anusaar karunga
main police vibhaag ke padadhikariyon sanman karunga
unke aadeshon ka paalan karunga
haalat hogi kya prajaa ki
khud lootega jo baadshaah
kab sochoge kab pahuchoge
raahon mein hai yeh kaarvaan
naujawaan jaago zara
kya bhala hai kya bura
khud karo yeh faisalaa
jaag jaa re jaag jaa
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita
shaitaanon ka hain yeh jahaan
haiwaanon ki hain daastaan
zulm hai har taraf - 2
yeh hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai yeh dhuaan
jal jaayega yeh gulsita