Kyun Hota Hai Dil Deewana ( Short Cut - 2009 )

Song Name
: Kyun Hota Hai Dil Deewana
Movie Name
: Short Cut
Music Director
: Shankar Eshaan Loy
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2009
Views
:


Pal Pal koi pagalpan kyun hota hai
San san se tan dhak dhak maan kyon hota hai

hoo Pal Pal koi pagalpan kyun hota hai
haan San san se tan dhak dhak maan kyon hota hai Kyun rang naye lagte hain Kyun Dhang naye lagte hain

Kyun aise mahek jaate hain Kyun Anng Naye lagte hain Koi Yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana

Kyun hota hai dil deewana
Koi Yeh na jana

Kyun jagati aankhon mein bhi khawab aate hain Kyun main gau to yeh patthar bhi gaate hain LyricsMASti.com

Kyun lagtein hai ujle ujle yeh din saare
Kyun shaam ko dil mein depak se jal jati hain
Kyun Raat peghal jaati hain
Kyun Koi ghata chati hain

Kyun dil karta hain tammna
Kyun neend nahi aati hain


Koi Yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana

Kyun hota hai dil deewana
Koi Yeh na jana


Hoo
Hooo

Kyun hoton pe ek naam hamesha rehta hain Kyun Sach lagta hai sab woh jobhi kehta hain

Kyun armano ki barish si hoti hai
Kyun sapno ka ek dariya sa behta hai

Kyun chaal behek jaati hai Kyun saasn lehek jaati hai
LyricsMAsti.com
Kyun jal uthte hai tan maan
Kyun Aag dehek jaati hain Koi Yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana

Kyun hota hai dil deewana
Koi Yeh na jana


Pal Pal koi pagalpan kyun hota hai
San san se tan dhak dhak maan kyon hota hai

Kyun rang naye lagte hain Kyun Dhang naye lagte hain

Kyun aise mahek jaate hain Kyun Anng Naye lagte hain Koi Yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana

Kyun hota hai dil deewana
Koi Yeh na jana

Koi Yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana

Kyun hota hai dil deewana
Koi Yeh na jana

LyricsMASti.com