Yaadein Bani ( Soch - 2002 )

Song Name
: Yaadein Bani
Movie Name
: Soch
Music Director
: Anand Raj Anand
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:

Yaadein Bani Parchaaiyaan Chaaron Taraf Hai Tanhaaiyaan Sanam

Aag Mein Daba Jaise Dhuaan Hai Yahi Hamaari Daastaan

Yaadein Bani Parchaaiyaan Kya Kare Hum Bhala Bewaja Si Lagti Zindagi
Tum Waja Dhoond Lo Zindagi Mein Aayegi Khushi
Keh Rahi Hai Kya Khaamoshiyaan Dooriyaan Rahe Na Darmiyaan Yaadein Bani Parchaaiyaan Jo Khuda Ho Khafa Aadmi Kare To Kya Kare
Kya Tumhe Hai Pata Waqt Saare Zakhmo Ko Bare
Jal Gaya Hamara Aashiyaan Hum Naya Banayenge Jahan