Baat Kehne Ko ( Strangers - 2007 )

Song Name
: Baat Kehne Ko
Movie Name
: Strangers
Music Director
: Vinay Tiwari
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2007
Views
:


Lai lai lai

Baat kehne ko to purani hai 2
Jack n jill ki ek kahani 2

Baat kehne ko to purani hai Jack n jill ki ek kahani 2

[Bhuri aankhon ka ek ladka tha
Neeli aankhon ki ek ladki thi ]2

Phele din hi mile the jab dono
Ek chingari jaise bhadki thi
Naam iska hi to jawani hai Jack n Jill ki ek kahani hai 2

[Jab mohabbat badhi to baat badhi Jeene marne ka unmein vada hua]2

Abb to dono ko ek hona hai
Yeh kasam yeh khai yeh irada hua
Chahat hoti hi kuch deewani hai Jack n jill ki ek kahani 2

[Unko samjha ek budhe ne
Ek pahadi pe tum jo jauge ]2
Peke uske kuwe ka pani tum
aarzoo jo karoge paoge

Us kuwe ka kuch aise hi pani hai Jack n jill ki ek kahani 2

[Jack n Jill pahadi per to gaye
Apni manzil magar woh pa na sake]2

Is mohabbat ka kya hua anjaaam 2

Roye bin koi bata na sake

Yaad hi unki ek nishani hai Jack n jill ki ek kahani 2


Baat kehne ko to purani hai 2
Jack n jill ki ek kahani 2

Baat kehne ko to purani hai Jack n jill ki ek kahani 2

Lai lai lai lai