Meharbaan meharbaan ( Tehzeeb - 2003 )

Song Name
: Meharbaan meharbaan
Movie Name
: Tehzeeb
Music Director
: A.R.Rehman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


Asha:
Meharbaan meharbaan meharbaan Asha:
Eh meharbaan, meharbaan, meharbaan, meherabaan
(Kyun ho naaraaz tum, kyun ho tum badgumaan..
Meharbaan, hey meharbaan, meharbaan, meharbaan) -2 Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -6 Asha:
Ab toh ham hain mile, chhodo shikwe gile..
Jo meri bhool thi, maine woh maan li Both:
Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha Sukhwinder:
Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha Asha:
Maine honton pe rakh li thi khaamoshiyaan.. Both:
Meharbaan Asha:
Eh Both:
Meharbaan, meharbaan Asha:
Eh Asha:
Maine samjha tha tum, jaan loge mujhe
Maine samjha tha pehchaan loge mujhe
Mere gusse mein bhi rang tha pyaar ka
Lafz inkaar ka, lehza iqraar ka
Ye jo andaaz the -2, tumse kab raaz the
Ankahi ansuni phir ye kyun daastaan
Meharbaan, meharbaan, meharbaan, meharbaan Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -6 Asha:
Aao tumse, aao tumse kahoon dil ki har baat
Tumse kar doon bayaan, apne jazbaat main
Tumse kar doon bayaan, (apne jazbaat main)
Tum agar paas ho to nahin koyi gham
Main rahoon na rahoon, tum to ho kam se kam
Waqt ki raah par mera agla qadam
Mujhko paaoge tum, jaaoge tum jahaan
Meharbaan, meharbaan -2, meharbaan Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 Asha:
Meharbaan Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 Asha:
Meharbaan baan baan meharbaan Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 Asha:
Ma ma ma ma ma, meharbaan Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 Asha:
Eh