Abhi Toh Main Jawan Hoon ( The Killer - 2006 )

Song Name
: Abhi Toh Main Jawan Hoon
Movie Name
: The Killer
Music Director
: Sajid Wajid
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai - 2
??? ki tez dhaar hoon ???
laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon - 2
nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon
main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2