Tanha Jiya Na Jaye ( Tom Dick And Harry - 2006 )

Song Name
: Tanha Jiya Na Jaye
Movie Name
: Tom Dick And Harry
Music Director
: Himesh Reshammiya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Dandiya
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - 2 (bin tere o mere saathiya - 2 haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye) -2 manzar manzar tera chehra teri yaaden tera pehra rang yeh meri chahat ka hain duniya ke sab rang se gehra meri dil mein chaand hain tu meri dastaan mein hain tu meri chahaton mein hain tu meri hasraton mein hain tu bin tere o mere saathiya haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye paagal paagal dil ki dhadkan chhaya aaisa deewanapan tu na jaane tu na jaane kya hoti hai dil ki tadpan tujhse hai meri zindagi tujhse hi lagan hai lagi tujhse hai meri bekhudi tujhse hi meri har khushi bin tere o mere saathiya haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye meri saansen tujhse jaanam pal pal bechaini ka mausam lamha lamha tera aalam tujhko maange yeh dil har dam mera intezaar hain tu raahat hai karaar hain tu jeene ka khumaar hain tu mera pyar pyar hain tu bin tere o mere saathiya - 2 haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - 3