Apne Jahanke ( Waqt - The Race Against Time - 2005 )
Song Name |
: Apne Jahanke |
Movie Name |
: Waqt The Race Against Time |
Music Director |
: Anu Malik |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2005 |
Views |
: |
(Apne jahan ke
hum badshaah hai
masti bhara yeh apna jahan hai) - 2
Gumko yaha se rukhsat kaha hai
khushiyon se yaha se fursat kaha hai
Apne jahan ke
hum badshaah hai
masti bhara yeh apna jahan hai
toone jo ki hai bete
jab bhi shararat koi
main bhi hu shaamil hua
masti se jeene ka
aata hai maja jo
tumse hi haasil hua
phir se main deewana ho gaya
rishta to yaarana ho gaya
jabse tu aaya tabse hai paaya maine dubara bachpan mera
Apne jahan ke
hum badshaah hai
masti bhara yeh apna jahan hai
Jaan to mili hai tumse
jeena bhi mila pari
tumse mila hai ye jahan
sara jahaan ye sara kutch bhi na hota Sani
tu jo na hota yahan
Mushkiley peetche mud gayi
Taqdeerey roj hi jud gayi
Na koi shikwa Na hi gila hai
jaane se pehle sab kutch mila hai
Apne jahan ke
hum badshaah hai
masti bhara yeh apna jahan hai
Gum ko yaha rukhsat kiya hai
khushiiyon ko yaha se fursat kaha hai