Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat ( Woh Kaun Thee - 1964 )

Song Name
: Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat
Movie Name
: Woh Kaun Thee
Music Director
: Madan Mohan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1964
Views
:


Singer: Lata

lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale se ....................

ham ko mili hain aaj, ye ghadiyaan nasib se
ji bhar ke dekh lijiye ham ko qarib se
phir aap ke nasib men ye baat ho na ho
phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho

paas aaiye ki ham nahin aaenge baar-baar
baahen gale men daal ke ham ro le zaar-zaar
aankhon se phir ye pyaar ki barasaat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho

lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho

***********************************************