Zor Lagaake Haishaa ( Yaariyan - 2013 )
Song Name |
: Zor Lagaake Haishaa |
Movie Name |
: Yaariyan |
Music Director |
: Arko Pravo Mukherjee |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Friendship |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2013 |
Views |
: |
Hum jawaan khoon ki garmi se..
Narmi se ya besharmi se..
Hum jawaan khoon ki garmi se..
Narmi se ya besharmi se..
Jo thaan liya kar jaayenge..
Ab jeet ke hi ghar jaayenge..
Jo thaan liya kar jaayenge..
Ab jeet ke hi ghar jaayenge
Chal zor lagaake haishaa..
Chal kadam badha ke haishaa..
Chal zor lagaa ke haishaa..
Chal kadam badha ke haishaa..
Iraadon mein hai dum..
Hawaa ke hum kadam..
Aazaadiyon..
Ki kya hadein..
Na hauslon ki hai sarhadein..
Hum parvaton..
Ko cheer dein..
Hum aandhiyon ko na raah dein..
Ho ishq ya jung zamaane se..
Dono mein jeet zaroori hai..
Duniya ke apne laalach hain..
Dil ki apni majboori hai..
Yeh baat bata kar jaayenge..
Hum khwaab sajaa kar jaayenge..
Yeh baat bata kar jaayenge..
Hum khwaab sajaa kar jaayenge
Chal zor lagaake haishaa..
Chal kadam badha ke haishaa..
Chal zor lagaake haishaa..
Chal kadam badha ke haishaa..
Iraadon mein hai dum..
Hawaa ke hum kadam..
Kya dooriyan..
Kya faasle..
Bekhauf se yunn hi chalte chale..
Yeh jaanti hai manzilein..
Toofan hai kayi pairon tale..
Hum khushiyon ke hain saudaagar..
Sab ke aansu pee jaate hain..
Jab jug samjhe be jaan humein..
Hum hanste hain jee jaate hain..
Yeh aadat bohat puraani hai..
Hum hindi hundustani hain..
Yeh aadat bohat puraani hai..
Hum hindi hundustani hain
Chal zor lagaake haishaa..
Jhanda fehra ke haishaa..
Chal zor lagaake haishaa..
Sab saath nacha ke haishaa..
Chal pyaar jataa ke haishaa..
Jan gan man gaa ke haishaa..
Iraadon mein hai dum..
Hawaa ke hum kadam..