Sara zamana ( Yaraana - 1981 )

Song Name
: Sara zamana
Movie Name
: Yaraana
Music Director
: Rajesh Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Rock/Disco
Release Date
Movie Year
: 1981
Views
:


Hey sara zamana (sara zamana)
Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana)
Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon)
Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana (sara zamana)
Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana)
Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon)
Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana)
Hey sara zamana (hey) Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le (Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le) Maan le, maan le meri baat (meri baat)
Sara zamana (sara zamana)
Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana)
Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon)
Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana)
Hey sara zamana Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai (Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai) Maan le, maan le meri baat (meri baat)
Hey sara zamana (sara zamana)
Hasinon ka deewana (hasinon ka deewana)
Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon)
Bura hai dil lagana (bura hai dil lagana) Hey sara zamana (sara zamana)
Hasinon ka deewana Zamana kahe phir kyon (zamana kahe phir kyon)
Bura hai dil lagana Lal la lala la (lal la lala la)
Lala lala la la (lala lala la la)
(Lala lala la la)
(Lala lala la la)
Sara zamana